Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye aarzu hai ki ab koi aarzu na rahe

Ameeta Parsuram Meeta

ye aarzu hai ki ab koi aarzu na rahe

Ameeta Parsuram Meeta

ye aarzū hai ki ab koī aarzū na rahe

kisī safar kisī manzil justujū na rahe

ajiib dil hai isī dil ab taqāzā hai

kisī bhī bazm meñ ab us guftugū na rahe

maza tabhī hai mohabbat meñ ġharq hone

maiñ Duub jā.ūñ to ye ho ki bhī na rahe

batāo un ibādat qubūl kyā hogī

namāz-e-ishq meñ jo log bā-vazū na rahe

ḳhudā banā diyā un ko merī mohabbat ne

hamesha dil meñ rahe aur rū-ba-rū na rahe

ye aarzu hai ki ab koi aarzu na rahe

kisi safar kisi manzil ki justuju na rahe

ajib dil hai isi dil ka ab taqaza hai

kisi bhi bazm mein ab us ki guftugu na rahe

maza tabhi hai mohabbat mein gharq hone ka

main Dub jaun to ye ho ki tu bhi tu na rahe

batao un ki ibaadat qubul kya hogi

namaz-e-ishq mein jo log ba-wazu na rahe

KHuda bana diya un ko meri mohabbat ne

hamesha dil mein rahe aur ru-ba-ru na rahe

RECITATIONS

Ameeta Parsuram Meeta

Ameeta Parsuram Meeta,

00:00/00:00
Ameeta Parsuram Meeta

ye arzoo hai Ameeta Parsuram Meeta

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now