Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kaun aa gai dil-ruba mahki mahki

Hasrat Jaipuri

ye kaun aa gai dil-ruba mahki mahki

Hasrat Jaipuri

ye kaun aa ga.ī dil-rubā mahkī mahkī

fazā mahkī mahkī havā mahkī mahkī

vo āñkhoñ meñ kājal vo bāloñ meñ gajrā

hathelī pe us ke hinā mahkī mahkī

ḳhudā jaane kis kis ye jaan legī

vo qātil adā vo qazā mahkī mahkī

savere savere mire ghar pe aa.ī

ai 'hasrat' vo bād-e-sabā mahkī mahkī

ye kaun aa gai dil-ruba mahki mahki

faza mahki mahki hawa mahki mahki

wo aankhon mein kajal wo baalon mein gajra

hatheli pe us ke hina mahki mahki

KHuda jaane kis kis ki ye jaan legi

wo qatil ada wo qaza mahki mahki

sawere sawere mere ghar pe aai

ai 'hasrat' wo baad-e-saba mahki mahki

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Unknown

Unknown

Ghulam Ali

Ghulam Ali

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now