Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayar hai

Shahryar

ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayar hai

Shahryar

Interesting Fact

Film: Umrao Jaan (1981)

ye kyā jagah hai dosto ye kaun dayār hai

had-e-nigāh tak jahāñ ġhubār ġhubār hai

har ek jism ruuh ke azaab se niDhāl hai

har ek aañkh shabnamī har ek dil figār hai

hameñ to apne dil dhaḌkanoñ pe bhī yaqīñ nahīñ

ḳhoshā vo log jin ko dūsroñ pe e'tibār hai

na jis naam hai koī na jis shakl hai koī

ik aisī shai kyuuñ hameñ azal se intizār hai

ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayar hai

had-e-nigah tak jahan ghubar hi ghubar hai

har ek jism ruh ke azab se niDhaal hai

har ek aankh shabnami har ek dil figar hai

hamein to apne dil ki dhaDkanon pe bhi yaqin nahin

KHosha wo log jin ko dusron pe e'tibar hai

na jis ka nam hai koi na jis ki shakl hai koi

ek aisi shai ka kyun hamein azal se intizar hai

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Nomaan Shauque

ye kya jagah hai dosto ye kaun sa dayar hai Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now