Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

zindagi tu ne lahu le ke diya kuchh bhi nahin

Rajesh Reddy

zindagi tu ne lahu le ke diya kuchh bhi nahin

Rajesh Reddy

zindagī ne lahū le ke diyā kuchh bhī nahīñ

tere dāman meñ mire vāste kyā kuchh bhī nahīñ

aap in hāthoñ chāheñ to talāshī le leñ

mere hāthoñ meñ lakīroñ ke sivā kuchh bhī nahīñ

ham ne dekhā hai ka.ī aise ḳhudāoñ ko yahāñ

sāmne jin ke vo sach-much ḳhudā kuchh bhī nahīñ

ḳhudā ab ke ye kis rañg meñ aa.ī hai bahār

zard zard hai peḌoñ pe harā kuchh bhī nahīñ

dil bhī ik zid pe aḌā hai kisī bachche tarah

to sab kuchh ise chāhiye kuchh bhī nahīñ

zindagi tu ne lahu le ke diya kuchh bhi nahin

tere daman mein mere waste kya kuchh bhi nahin

aap in hathon ki chahen to talashi le len

mere hathon mein lakiron ke siwa kuchh bhi nahin

hum ne dekha hai kai aise KHudaon ko yahan

samne jin ke wo sach-much ka KHuda kuchh bhi nahin

ya KHuda ab ke ye kis rang mein aai hai bahaar

zard hi zard hai peDon pe hara kuchh bhi nahin

dil bhi ek zid pe aDa hai kisi bachche ki tarah

ya to sab kuchh hi ise chahiye ya kuchh bhi nahin

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now