ai mere jaanii ai mere pyaare
ai mere jaanii ai mere pyaare
aa.nkho.n kii ThanDak dil ke sahaare
ThanDii havaa.e.n aane lagii hai.n
paiGaam-e-raahat laane lagii hai.n
detaa hai lorii gha.Diyaal so jaa
raat aa ga.ii hai ai laal so jaa
qurbaa.n dino.n par raato.n ke sadqe
mai.n terii miiThii baato.n ke sadqe
tuu hii hamaare dil kaa sahaaraa
maa.n kii javaanii abbaa kaa pyaaraa
jab laa.egaa tuu daulat kamaa kar
degaa hamaare haatho.n me.n laa kar
sukh teraa ham ko maulaa dikhaa.e
tujh ko nigaah-e-bad se bachaa.e
ai mere jaanii ai mere pyaare
aa.nkho.n kii ThanDak dil ke sahaare
ThanDii havaa.e.n aane lagii hai.n
paiGaam-e-raahat laane lagii hai.n
detaa hai lorii gha.Diyaal so jaa
raat aa ga.ii hai ai laal so jaa
qurbaa.n dino.n par raato.n ke sadqe
mai.n terii miiThii baato.n ke sadqe
tuu hii hamaare dil kaa sahaaraa
maa.n kii javaanii abbaa kaa pyaaraa
jab laa.egaa tuu daulat kamaa kar
degaa hamaare haatho.n me.n laa kar
sukh teraa ham ko maulaa dikhaa.e
tujh ko nigaah-e-bad se bachaa.e
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.