Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab bhi walid ki jafa yaad aai

Mohammad Yusuf Papa

jab bhi walid ki jafa yaad aai

Mohammad Yusuf Papa

MORE BYMohammad Yusuf Papa

    jab bhī vālid jafā yaad aa.ī

    apne daadā ḳhatā yaad aa.ī

    jis ne dhoyā sar-e-mahfil mujh ko

    usī dhobin adā yaad aa.ī

    ye milāvaT asar hai yaaro

    vasl ke saath qazā yaad aa.ī

    pahlī fursat meñ karā nas-bandī

    le mujhe terī davā yaad aa.ī

    dūsrī ne jo sambhālī chappal

    pahlī biivī vafā yaad aa.ī

    jab bhi walid ki jafa yaad aai

    apne dada ki KHata yaad aai

    jis ne dhoya sar-e-mahfil mujh ko

    usi dhobin ki ada yaad aai

    ye milawaT ka asar hai yaro

    wasl ke sath qaza yaad aai

    pahli fursat mein kara nas-bandi

    le mujhe teri dawa yaad aai

    dusri ne jo sambhaali chappal

    pahli biwi ki wafa yaad aai

    Source:

    Deewar-e-Qehqaha (Pg. 21)

    • Author: Mohammad Yusuf Papa
      • Edition: 1982
      • Publisher: Nai Awaz Jamia Nagar, New Delhi
      • Year of Publication: 1982
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now