Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kasmasane ki ijazat nahin di jaegi

Inayat Ali Khan

kasmasane ki ijazat nahin di jaegi

Inayat Ali Khan

kasmasāne ijāzat nahīñ jā.egī

bilbilāne ijāzat nahīñ jā.egī

ek raqqās ne ke sunā.ī ye ḳhabar

naach gaane ijāzat nahīñ jā.egī

is se andesha-e-fardā jueñ jhaḌtī haiñ

sar khujāne ijāzat nahīñ jā.egī

is se tajdīd-e-tamannā havā aatī hai

dum hilāne ijāzat nahīñ jā.egī

us ke ruḳhsār pe hai aur tire hoñT pe til

tilmilāne ijāzat nahīñ jā.egī

ye sharī.at nahīñ gas bil hai begam

bilbilāne ijāzat nahīñ jā.egī

kasmasane ki ijazat nahin di jaegi

bilbilane ki ijazat nahin di jaegi

ek raqqas ne ga ga ke sunai ye KHabar

nach gane ki ijazat nahin di jaegi

is se andesha-e-farda ki juen jhaDti hain

sar khujaane ki ijazat nahin di jaegi

is se tajdid-e-tamanna ki hawa aati hai

dum hilane ki ijazat nahin di jaegi

us ke ruKHsar pe hai aur tere honT pe til

tilmilane ki ijazat nahin di jaegi

ye shariat ka nahin gas ka bil hai begam

bilbilane ki ijazat nahin di jaegi

Source :
  • Book : Muntakhab Shahekar Mazahiya Shayari (Pg. 105)
  • Author : Roohi Kanjahi
  • Publication : Alhamd Publications (1992)
  • Edition : 1992

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now