Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

holi

dharm-o-jātī-vād ke jhagḌe miTā kar ek baar

aao ham mil kar mohabbat se gale sab se mileñ

buġhz-o-kīna aur hasad shaitāniyat den hai

ham use holī agnī meñ jalā kar phūñk deñ

hai ye rangā-rang tyauhār ham sab ke liye

taaki raushan hoñ har ik dil meñ mohabbat ke diye

holī sachchā.ī 'anjum' dene aa.ī hai payām

ismaran kartā rahe prahlād har koī naam

dharm-o-jati-wad ke jhagDe miTa kar ek bar

aao hum mil kar mohabbat se gale sab se milen

bughz-o-kina aur hasad shaitaniyat ki den hai

hum use holi ki agni mein jala kar phunk den

hai ye ranga-rang ka tyauhaar hum sab ke liye

taki raushan hon har ek dil mein mohabbat ke diye

holi sachchai ka 'anjum' dene aai hai payam

ismaran karta rahe prahlad ka har koi nam

Source :

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now