Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gandhi ji

Abrar Kiratpuri

gandhi ji

Abrar Kiratpuri

rāhbar desh-bhagtī vo

shaah thā ik lañgoTī vo

pyaar ke vo luTātā thā phuul

thā ahinsā usī usuul

narmī se zindagī tañg

us ne añgrezoñ se jañg

hausle ho ga.e un ke past

aan pahuñchī jo pañdrah august

dil har ik shaad ho gayā

desh āzād ho gayā

dostī sabaq de gayā

mar ke jāved vo ho gayā

phir kareñ yaad us ke usuul

aur chaḌhā.eñ aqīdat ke phuul

rahbar desh-bhagti ka wo

shah tha ek langoTi ka wo

pyar ke wo luTata tha phul

tha ahinsa usi ka usul

narmi se zindagi tang ki

us ne angrezon se jang ki

hausle ho gae un ke past

aan pahunchi jo pandrah august

dil har ek shad ho hi gaya

desh aazad ho hi gaya

dosti ka sabaq de gaya

mar ke jawed wo ho gaya

phir karen yaad us ke usul

aur chaDhaen aqidat ke phul

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now