Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek sawal

Ali Sardar Jafri

ek sawal

Ali Sardar Jafri

ma.alūm nahīñ zehn parvāz zad meñ

sarsabz umīdoñ chaman hai ki nahīñ hai

lekin ye batā vaqt bahtā huā dhārā

tūfān-gar o koh-shikan hai ki nahīñ hai

sarmā.e ke simTe hue hoñToñ tabassum

mazdūr ke chehre thakan hai ki nahīñ

vo zer-e-ufuq sub.h halkī sapedī

Dhalte hue tāroñ kafan hai ki nahīñ hai

peshānī-e-aflās se jo phuuT rahī hai

uThte hue sūraj kiran hai ki nahīñ hai

malum nahin zehn ki parwaz ki zad mein

sarsabz umidon ka chaman hai ki nahin hai

lekin ye bata waqt ka bahta hua dhaara

tufan-gar o koh-shikan hai ki nahin hai

sarmae ke simTe hue honTon ka tabassum

mazdur ke chehre ki thakan hai ki nahin

wo zer-e-ufuq subh ki halki si sapedi

Dhalte hue taron ka kafan hai ki nahin hai

peshani-e-aflas se jo phuT rahi hai

uThte hue suraj ki kiran hai ki nahin hai

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now