Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ahmad Sageer's Photo'

Ahmad Sageer

1990 | Lucknow, India

One of the young poets, expressing contemporary issues in a beautiful style of ghazal, enriched by tradition.

One of the young poets, expressing contemporary issues in a beautiful style of ghazal, enriched by tradition.

Ahmad Sageer

Ghazal 30

Sher-o-Shayari 31

ḳhudā-yā apne kun laaj rakh le

tirā shahkār zaa.e' ho rahā hai

KHuda-ya apne kun ki laj rakh le

tera shahkar zae' ho raha hai

  • Share this

mujhe charāġh bujhānā paḌā thā majbūran

tumhārā saayā nahīñ rahā thā kyā kartā

mujhe charagh bujhana paDa tha majburan

tumhaara saya nahin ja raha tha kya karta

  • Share this

javāb aa.e na aa.e shikan to aa.egī

savāl pūchh lenā agarche Darte hue

jawab aae na aae shikan to aaegi

sawal puchh hi lena agarche Darte hue

  • Share this

qum-be-iznil-ishq se dil zinda karegā

ye mujh se mohabbat ke masīhā ne kahā hai

qum-be-iznil-ishq se dil zinda karega

ye mujh se mohabbat ke masiha ne kaha hai

kaisī 'ajīb hai ye mohabbat zindagī

do pattharoñ meñ jaan paḌī aur mar ga.e

kaisi 'ajib hai ye mohabbat ki zindagi

do pattharon mein jaan paDi aur mar gae

  • Share this

Nasri Nazm 1

 

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now