aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
ye tirī mast-nigāhī ye faroġh-e-mai-o-jām
aaj saaqī tire rindoñ se adab mushkil hai
ye teri mast-nigahi ye farogh-e-mai-o-jam
aaj saqi tere rindon se adab mushkil hai
junūñ kā paañv pakaḌ kar ḳhirad bahut roī
tirī galī se jo sahrā kī raah lī maiñ ne
junun ka panw pakaD kar KHirad bahut roi
teri gali se jo sahra ki rah li main ne
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books