aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Bedam Shah Warsi's Photo'

Bedam Shah Warsi

1876 - 1936 | Barabanki, India

Sufi poet famous for his devotional poetry

Sufi poet famous for his devotional poetry

Bedam Shah Warsi

Ghazal 46

Sher-o-Shayari 17

hamārī zindagī to muḳhtasar ik kahānī thī

bhalā ho maut jis ne banā rakkhā hai afsāna

hamari zindagi to muKHtasar si ek kahani thi

bhala ho maut ka jis ne bana rakkha hai afsana

apnā to ye maz.hab hai ka.aba ho ki but-ḳhāna

jis tumheñ dekheñge ham sar ko jhukā deñge

apna to ye mazhab hai kaba ho ki but-KHana

jis ja tumhein dekhenge hum sar ko jhuka denge

  • Share this

ab aadmī kuchh aur hamārī nazar meñ hai

jab se sunā hai yaar libās-e-bashar meñ hai

ab aadmi kuchh aur hamari nazar mein hai

jab se suna hai yar libas-e-bashar mein hai

  • Share this

sab ne ġhurbat meñ mujh ko chhoḌ diyā

ik mirī bekasī nahīñ jaatī

sab ne ghurbat mein mujh ko chhoD diya

ek meri bekasi nahin jati

jo suntā huuñ suntā huuñ maiñ apnī ḳhamoshī se

jo kahtī hai kahtī hai mujh se mirī ḳhāmoshī

jo sunta hun sunta hun main apni KHamoshi se

jo kahti hai kahti hai mujh se meri KHamoshi

BOOKS 12

Videos 6

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
Bedam Shah Warsi's 'Hamari Jaan Ho...' sung by Azalea Ray

Unknown

Dil ka armaan hua jaata hai

Kundan Lal Saigal

Na poochh mere naale hain dard bhare

Begum Akhtar

Saaye-e-Ahmed-e-Mukhtar Mubarak Bashad - Kalam-e-Bedam Shah Warsi by Ahsan & Adil Hussain Khan

Unknown

na suno mere naale hai.n dard-bhare daar-o-asare aah-e-sahare

Begum Akhtar

qafas kii tiiliyo.n se le ke shaaKH-e-aashiyaa.n tak hai

Abida Parveen

More Poets From "Barabanki"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now