Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Divakar Rahi's Photo'

Divakar Rahi

1914 - 1968 | Rampur, India

Well-known poet, wrote the oft-quoted sher: Ab to itni bhi mayassar naheen maikhaane mein - Jitni hum chhod dia karte thhe paimaane mein

Well-known poet, wrote the oft-quoted sher: Ab to itni bhi mayassar naheen maikhaane mein - Jitni hum chhod dia karte thhe paimaane mein

Divakar Rahi

Ghazal 4

 

Sher-o-Shayari 15

agar ai nāḳhudā tūfān se laḌne dam-ḳham hai

idhar kashtī na le aanā yahāñ paanī bahut kam hai

agar ai naKHuda tufan se laDne ka dam-KHam hai

idhar kashti na le aana yahan pani bahut kam hai

  • Share this

agar maujeñ Dubo detīñ to kuchh taskīn ho jaatī

kināroñ ne Duboyā hai mujhe is baat ġham hai

agar maujen Dubo detin to kuchh taskin ho jati

kinaron ne Duboya hai mujhe is baat ka gham hai

  • Share this

bahut āsān hai do ghūñT lenā to ai 'rāhī'

baḌī mushkil se aate haiñ magar ādāb-e-mai-ḳhāna

bahut aasan hai do ghunT pi lena to ai 'rahi'

baDi mushkil se aate hain magar aadab-e-mai-KHana

  • Share this

is daur-e-taraqqī ke andāz nirāle haiñ

zehnoñ meñ añdhere haiñ saḌkoñ pe ujāle haiñ

is daur-e-taraqqi ke andaz nirale hain

zehnon mein andhere hain saDkon pe ujale hain

  • Share this

vaqt barbād karne vāloñ ko

vaqt barbād kar ke chhoḌegā

waqt barbaad karne walon ko

waqt barbaad kar ke chhoDega

  • Share this

BOOKS 5

 

Image Shayari 2

 

More Poets From "Rampur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now