Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Erum  Zehra's Photo'

Erum Zehra

1982 | Karachi, Pakistan

Young poet and story writer from Pakistan.

Young poet and story writer from Pakistan.

Erum Zehra

Ghazal 10

Nazm 2

 

Sher-o-Shayari 19

hamāre zarf logoñ ne imtihān liyā

zarā baat dil meñ malāl kyā rakhte

hamare zarf ka logon ne imtihan liya

zara si baat ka dil mein malal kya rakhte

'iram' ne us ko DhūñDā hai nashīlī sard rātoñ meñ

vo āñkhoñ se rahā ojhal december ke mahīne meñ

'iram' ne us ko DhunDa hai nashili sard raaton mein

wo aankhon se raha ojhal december ke mahine mein

  • Share this

maiñ apne qasr se tanhā parinde tarah niklī

tire dil ke liye apnī riyāsat chhoḌ aa.ī huuñ

main apne qasr se tanha parinde ki tarah nikli

tere dil ke liye apni riyasat chhoD aai hun

  • Share this

mire alfāz meñ us halāvat ho ga.ī dāḳhil

mire lahje meñ shāmil ho ga.ī hai guftugū us

mere alfaz mein us ki halawat ho gai daKHil

mere lahje mein shamil ho gai hai guftugu us ki

  • Share this

ye zindagī to koī imtihān lagtī hai

ye pul-sirāt bhī ham ne guzar ke dekh liyā

ye zindagi to koi imtihan lagti hai

ye pul-siraat bhi hum ne guzar ke dekh liya

  • Share this

Short story 2

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

Erum Zehra

RELATED Poets

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now