Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Haneef Najmi's Photo'

Haneef Najmi

1959 | Chhattisgarh, India

Hanif Najmi is a prominent voice in modern Urdu poetry.

Hanif Najmi is a prominent voice in modern Urdu poetry.

Haneef Najmi

Ghazal 24

Sher-o-Shayari 49

javāz kuchh nahīñ hotā hamārī ḳhushiyoñ

udaas rahne koī sabab nahīñ hotā

jawaz kuchh nahin hota hamari KHushiyon ka

udas rahne ka koi sabab nahin hota

  • Share this

vo ik jagah na kahīñ rah sakā aur us ke saath

kirāya-dār the ham bhī makāñ badalte rahe

wo ek jagah na kahin rah saka aur us ke sath

kiraya-dar the hum bhi makan badalte rahe

agar jahāñ meñ koī aa.inā nahīñ terā

to phir tujhī ko tire rū-ba-rū karūñgā maiñ

agar jahan mein koi aaina nahin tera

to phir tujhi ko tere ru-ba-ru karunga main

shā'irī kyā hai mirī jaañ tujhe mā'lūm nahīñ

ek tohmat hai jo mujh par bhī lagā ga.ī hai

sha'iri kya hai meri jaan tujhe ma'lum nahin

ek tohmat hai jo mujh par bhi laga di gai hai

  • Share this

vo ḳhafā haiñ to raheñ ham ko manānā bhī nahīñ

un ko aanā bhī nahīñ ham ko bulānā bhī nahīñ

wo KHafa hain to rahen hum ko manana bhi nahin

un ko aana bhi nahin hum ko bulana bhi nahin

  • Share this

Qita 5

 

BOOKS 3

 

More Poets From "Chhattisgarh"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now