Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Javed Akhtar Bedi

Pakistan

Javed Akhtar Bedi

Ghazal 21

Sher-o-Shayari 3

vo aadmī jo kisī par sitam na dekh sake

mujhe vo dekhne vaalā dikhā.ī detā hai

wo aadmi jo kisi par sitam na dekh sake

mujhe wo dekhne wala dikhai deta hai

kuchh yuuñ fanā huā huuñ mohabbat aag meñ

duniyā ko de chalā huuñ kahānī malāl

kuchh yun fana hua hun mohabbat ki aag mein

duniya ko de chala hun kahani malal ki

'bedī' marīz dil huuñ aur dard safīr

mar jā.ūñgā na us ne agar dekh-bhāl

'bedi' mariz dil ka hun aur dard ka safir

mar jaunga na us ne agar dekh-bhaal ki

 

Recitation

Speak Now