aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1890 - 1976
Prominent contemporary of Jigar Moradabadi
āstāñ bhī koī mil jā.egā ai zauq-e-niyāz
sar salāmat hai to sajda bhī adā ho jā.egā
aastan bhi koi mil jaega ai zauq-e-niyaz
sar salamat hai to sajda bhi ada ho jaega
dard ho dukh ho to davā kiije
phaT paḌe āsmāñ to kyā kiije
dard ho dukh ho to dawa kije
phaT paDe aasman to kya kije
ham aur uThā.eñge ehsān jāñ-navāzī ke
hameñ to saañs bhī lenā girāñ guzartā hai
hum aur uThaenge ehsan jaan-nawazi ke
hamein to sans bhi lena giran guzarta hai
maraz-e-ishq ko shifā samjhe
dard ko dard kī davā samjhe
maraz-e-ishq ko shifa samjhe
dard ko dard ki dawa samjhe
nahīñ ki jurm-e-mohabbat kā e'tirāf nahīñ
magar huuñ ḳhush ki mirī ye ḳhatā muaaf nahīñ
nahin ki jurm-e-mohabbat ka e'tiraf nahin
magar hun KHush ki meri ye KHata muaf nahin
Hadees-e-Khudi
1959
Intikhab-e-Kalam Jigar Barelvi
1960
Jigar Barelvi
2000
Jigar Barelvi: Shakhsiyat Aur Fan
1970
Nala-e-Jansoz
1927
Partav-e-Ilham
2012
Payam-e-Savitari
1954
Ras
sehat-e-zaban
1958
Sehat-e-Zaban
2014
qadam milaa ke zamaane ke saath chal na sake bahut sambhal ke chale ham magar sambhal na sake
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books