Kamil Bahzadi
Ghazal 5
Sher-o-Shayari 6
ākāsh kī hasīn fazāoñ meñ kho gayā
maiñ is qadar uḌā ki ḳhalāoñ meñ kho gayā
aakash ki hasin fazaon mein kho gaya
main is qadar uDa ki KHalaon mein kho gaya
-
Share this
- See Ghazal
aap dāman ko sitāroñ se sajā.e rakhiye
merī qismat meñ to patthar ke sivā kuchh bhī nahīñ
aap daman ko sitaron se sajae rakhiye
meri qismat mein to patthar ke siwa kuchh bhi nahin
-
Share this
- See Ghazal
is qadar maiñ ne sulagte hue ghar dekhe haiñ
ab to chubhne lage āñkhoñ meñ ujāle mujh ko
is qadar main ne sulagte hue ghar dekhe hain
ab to chubhne lage aankhon mein ujale mujh ko
-
Share this
- See Ghazal
log bhopal kī tārīf kiyā karte haiñ
is nagar meñ to tire ghar ke sivā kuchh bhī nahīñ
log bhopal ki tarif kiya karte hain
is nagar mein to tere ghar ke siwa kuchh bhi nahin
-
Share this
- See Ghazal
ta.alluq hai na ab tark-e-ta.alluq
ḳhudā jaane ye kaisī dushmanī hai
talluq hai na ab tark-e-talluq
KHuda jaane ye kaisi dushmani hai
-
Share this
- See Ghazal
BOOKS 5
Image Shayari 1
ek bhaTke hu.e lashkar ke sivaa kuchh bhii nahii.n zindagaanii mirii Thokar ke sivaa kuchh bhii nahii.n aap daaman ko sitaaro.n se sajaa.e rakhiye merii qismat me.n to patthar ke sivaa kuchh bhii nahii.n teraa daaman to chhu.Daa le ga.e duniyaa vaale ab mire haath me.n saaGar ke sivaa kuchh bhii nahii.n merii TuuTii hu.ii kashtii kaa KHudaa haafiz hai duur tak gahre samundar ke sivaa kuchh bhii nahii.n log bhopal kii taariif kiyaa karte hai.n is nagar me.n to tire ghar ke sivaa kuchh bhii nahii.n