Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Khursheed Akbar's Photo'

Khursheed Akbar

1959 | Patna, India

Post Modern Urdu Poet known for Libertanian radical views.

Post Modern Urdu Poet known for Libertanian radical views.

Khursheed Akbar

Ghazal 32

Nazm 19

Sher-o-Shayari 38

jazīre ug rahe haiñ pāniyoñ meñ

magar puḳhta kinārā rahā hai

jazire ug rahe hain paniyon mein

magar puKHta kinara ja raha hai

  • Share this

shahr be-āb huā jaatā hai

apnī āñkhoñ meñ bachā luuñ paanī

shahr be-ab hua jata hai

apni aankhon mein bacha lun pani

  • Share this

shahr jab ḳhud-kafīl hai sāhab

kaun kis malāl kartā hai

shahr jab KHud-kafil hai sahab

kaun kis ka malal karta hai

  • Share this

ye kaisā shahr hai maiñ kis ajā.ib-ghar meñ rahtā huuñ

maiñ kis aañkh paanī huuñ kis patthar meñ rahtā huuñ

ye kaisa shahr hai main kis ajaib-ghar mein rahta hun

main kis ki aankh ka pani hun kis patthar mein rahta hun

ye merā ḳhāk-dāñ rakkhā huā hai

isī meñ āsmāñ rakkhā huā hai

ye mera KHak-dan rakkha hua hai

isi mein aasman rakkha hua hai

  • Share this

BOOKS 20

Videos 3

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Khurshid Akbar in Jashne Urdu Mushaira at Patna

Khursheed Akbar

Khurshid Akbar in Jashne Urdu Mushaira at Patna urdu youthforum  urdu youthforum

Khursheed Akbar

lahuu me.n Duubtaa manzar KHilaaf rahtaa hai

Khursheed Akbar

RELATED Poets

More Poets From "Patna"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now