Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Mahshar Lakhnavi

1866 - 1935

Mahshar Lakhnavi

Ghazal 1

 

Sher-o-Shayari 7

balā.eñ le rahā huuñ is zamīñ ke zarre zarre

luTā thā jis jagah rāh-e-vafā meñ kārvāñ merā

balaen le raha hun is zamin ke zarre zarre ki

luTa tha jis jagah rah-e-wafa mein karwan mera

  • Share this

shikva-e-hijr-e-yār kaun kare

husn ko sharmsār kaun kare

shikwa-e-hijr-e-yar kaun kare

husn ko sharmsar kaun kare

  • Share this

baḌhtā jaatā hai tūl-e-gesū-e-yār

ghaTtī jaatī hai zindagī dil

baDhta jata hai tul-e-gesu-e-yar

ghaTti jati hai zindagi dil ki

de ke sāġhar mujhe kis lutf se saaqī ne kahā

dekhte jaao abhī ham tumheñ kyā dete haiñ

de ke saghar mujhe kis lutf se saqi ne kaha

dekhte jao abhi hum tumhein kya dete hain

  • Share this

mast haiñ nashsha-e-javānī se

kyā ḳhabar aap ko kisī dil

mast hain nashsha-e-jawani se

kya KHabar aap ko kisi dil ki

BOOKS 1

 

Recitation

Speak Now