1902 - 1991 | Agra, India
tirī zulfoñ ko kyā suljhā.ūñ ai dost
mirī rāhoñ meñ pech-o-ḳham bahut haiñ
teri zulfon ko kya suljhaun ai dost
meri rahon mein pech-o-KHam bahut hain
mire fusūñ ne dikhā.ī hai tere ruḳh kī sahar
mire junūñ ne banā.ī hai tere zulf kī shaam
mere fusun ne dikhai hai tere ruKH ki sahar
mere junun ne banai hai tere zulf ki sham
aap kī merī kahānī ek hai
kahiye ab maiñ kyā sunā.ūñ kyā sunūñ
aap ki meri kahani ek hai
kahiye ab main kya sunaun kya sunun
pahuñch hī jā.egā ye haath terī zulfoñ tak
yūñhī junūñ kā agar silsila darāz rahā
pahunch hi jaega ye hath teri zulfon tak
yunhi junun ka agar silsila daraaz raha
thī junūñ-āmez apnī guftugū
baat matlab kī bhī lekin kah ga.e
thi junun-amez apni guftugu
baat matlab ki bhi lekin kah gae
Agra Aur Agra Wale
2002
Agra Aur Agre Wale
Dastan-e-Shab
1979
Harf-e-Tamanna
1955
Hazrat Ghaus-ul-Aazam Sawaneh-o-Talimat
Ma Tazkira Farzand-e-Ghaus-ul-Aazam
Hazrat-e-Gaus-ul-aa'zam
Savaneh-o-Talimaat
1966
Hazrat-e-Ghaus-ul-Aazam Sawaneh Taalimat Ma Tazkira
Farzand-e-Ghaus-ul-Aazam
Maikada
thii junuu.n-aamez apnii guftuguu baat matlab kii bhii lekin kah ga.e
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online