Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mohammad Ali Sahil's Photo'

Mohammad Ali Sahil

1964 | Etawah, India

Mohammad Ali Sahil

Ghazal 16

Sher-o-Shayari 11

duur rahtī haiñ sadā un se balā.eñ sāhil

apne maañ baap jo roz duā lete haiñ

dur rahti hain sada un se balaen sahil

apne man bap ki jo roz dua lete hain

  • Share this

ham haiñ tahzīb ke alam-bardār

ham ko urdu zabān aatī hai

hum hain tahzib ke alam-bardar

hum ko urdu zaban aati hai

marte dam tak sab mujh ko insān kaheñ

aisā kirdār mirā ho yā-allāh

marte dam tak sab mujh ko insan kahen

aisa hi kirdar mera ho ya-allah

  • Share this

merī āñkhoñ meñ hue raushan jo ashkoñ ke charāġh

un ke hoñToñ par tabassum diyā jaltā rahā

meri aankhon mein hue raushan jo ashkon ke charagh

un ke honTon par tabassum ka diya jalta raha

  • Share this

vo yaqīnan valī sifat hogā

ḳhair se jo bhī shar meñ rahtā hai

wo yaqinan wali sifat hoga

KHair se jo bhi shar mein rahta hai

  • Share this

BOOKS 3

 

Image Shayari 1

 

Videos 13

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
mohammad alii saahil

Mohammad Ali Sahil

mohammad alii saahil

Mohammad Ali Sahil

mohammad alii saahil

Mohammad Ali Sahil

ab haqiiqat lag rahaa hai meraa afsaana mujhe

Mohammad Ali Sahil

aisaa nahii.n salaam kiyaa aur guzar ga.e

Mohammad Ali Sahil

aisaa nahii.n salaam kiyaa aur guzar ga.e

Mohammad Ali Sahil

haadsa to bas ik bahaana thaa

Mohammad Ali Sahil

ham qalandar hai.n hame.n aataa hai faaqa karnaa

Mohammad Ali Sahil

har ek haath me.n patthar hai kyaa kiyaa jaa.e

Mohammad Ali Sahil

mirii taraf se nigaahe.n to vo haTaa legaa

Mohammad Ali Sahil

raah-e-haq me.n tujhe hastii ko miTaanaa hogaa

Mohammad Ali Sahil

tirii suurat mujhe bataatii hai

Mohammad Ali Sahil

ye dard kaa hai musalsal jo silsila kyuu.n hai

Mohammad Ali Sahil

More Poets From "Etawah"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now