Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Noshi Gilani's Photo'

Noshi Gilani

1964 | Australia

Noshi Gilani

Ghazal 23

Nazm 10

Sher-o-Shayari 14

tujh se ab aur mohabbat nahīñ saktī

ḳhud ko itnī bhī aziyyat nahīñ saktī

tujh se ab aur mohabbat nahin ki ja sakti

KHud ko itni bhi aziyyat nahin di ja sakti

maiñ faisle ghaḌī se guzar chukī huuñ magar

kisī dīda-e-hairāñ mirī talāsh meñ hai

main faisle ki ghaDi se guzar chuki hun magar

kisi ka dida-e-hairan meri talash mein hai

kuchh nahīñ chāhiye tujh se ai mirī umr-e-ravāñ

mirā bachpan mire jugnū mirī guḌiyā de

kuchh nahin chahiye tujh se ai meri umr-e-rawan

mera bachpan mere jugnu meri guDiya la de

  • Share this

us shahr meñ kitne chehre the kuchh yaad nahīñ sab bhuul ga.e

ik shaḳhs kitāboñ jaisā thā vo shaḳhs zabānī yaad huā

us shahr mein kitne chehre the kuchh yaad nahin sab bhul gae

ek shaKHs kitabon jaisa tha wo shaKHs zabani yaad hua

jalā.e rakkhūñgī sub.h tak maiñ tumhāre rastoñ meñ apnī āñkheñ

magar kahīñ zabt TuuT jaa.e to bārisheñ bhī shumār karnā

jalae rakkhungi subh tak main tumhaare raston mein apni aankhen

magar kahin zabt TuT jae to barishen bhi shumar karna

BOOKS 3

 

Image Shayari 6

 

Videos 5

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Nazm - Ikhtiyaar

Noshi Gilani

Noshi Gilani at Silakot in 2008

Noshi Gilani

ajeeb khwahish hai shehr walo se chup chupa kar kitaab likhu

Noshi Gilani

mohabbate.n jab shumaar karnaa to saazishe.n bhii shumaar karnaa

Noshi Gilani

vo baat baat me.n itnaa badaltaa jaataa hai

Noshi Gilani

Audios 7

Ab kisse kahen aur kaun sune

Hamare darmiyan ehd-e-shab-e-mehtab zinda hai

Har janib veerani bhi ho sakti hai

Recitation

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now