Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Nushur Wahidi's Photo'

Nushur Wahidi

1912 - 1983 | Kanpur, India

Prominent poet of romantic-sufistic persuasion with lyrical tone.

Prominent poet of romantic-sufistic persuasion with lyrical tone.

Nushur Wahidi

Ghazal 58

Nazm 6

Sher-o-Shayari 33

hastī nazāra kyā kahiye martā hai koī jiitā hai koī

jaise ki divālī ho ki diyā jaltā jaa.e bujhtā jaa.e

hasti ka nazara kya kahiye marta hai koi jita hai koi

jaise ki diwali ho ki diya jalta jae bujhta jae

ham ne bhī nigāhoñ se unheñ chhū liyā hai

ā.īne ruḳh jab vo idhar karte rahe haiñ

hum ne bhi nigahon se unhen chhu hi liya hai

aaine ka ruKH jab wo idhar karte rahe hain

  • Share this

sarak kar aa ga.iiñ zulfeñ jo in maḳhmūr āñkhoñ tak

maiñ ye samjhā ki mai-ḳhāne pe badlī chhā.ī jaatī hai

sarak kar aa gain zulfen jo in maKHmur aankhon tak

main ye samjha ki mai-KHane pe badli chhai jati hai

  • Share this

zindagī parchhā.iyāñ apnī liye

ā.inoñ ke darmiyāñ se aa.ī hai

zindagi parchhaiyan apni liye

aainon ke darmiyan se aai hai

zindagī qarīb hai kis qadar jamāl se

jab koī sañvar gayā zindagī sañvar ga.ī

zindagi qarib hai kis qadar jamal se

jab koi sanwar gaya zindagi sanwar gai

BOOKS 38

Videos 16

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

Nushur Wahidi

ek raat aatii hai ek raat jaatii hai

Nushur Wahidi

Urdu Ghazal - Saqi ki begana rawish par kya ilzam lagaya jaaey

Nushur Wahidi

apnii duniyaa KHud ba-faiz-e-Gam banaa saktaa huu.n mai.n

Nushur Wahidi

kabhii sunte hai.n 'aql-o-hosh kii aur kam bhii piite hai.n

Nushur Wahidi

naadaaro.n kii eid

zardaar namaazii eid ke din kap.Do.n me.n chamakte jaate hai.n Nushur Wahidi

Audios 9

aaGosh-e-ra.ng-o-buu ke fasaane me.n kuchh nahii.n

bhalaa kab dekh saktaa huu.n ki Gam naakaam ho jaa.e

chilman se jo daaman ke kinaare nikal aa.e

Recitation

More Poets From "Kanpur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now