Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Obaid Azam Azmi's Photo'

Obaid Azam Azmi

1970 | Mumbai, India

Obaid Azam Azmi

Sher-o-Shayari 4

dekhtā huuñ nahīñ rahm ke qābil koī

sochtā huuñ to hazāroñ taras aatā hai

dekhta hun tu nahin rahm ke qabil koi

sochta hun to hazaron taras aata hai

  • Share this

jo log guzarte haiñ musalsal rah-e-dil se

din eid un ko ho mubārak tah-e-dil se

jo log guzarte hain musalsal rah-e-dil se

din eid ka un ko ho mubarak tah-e-dil se

  • Share this

nazākat hai bahut is meñ magar ye jāntā huuñ maiñ

mohabbat jis ko ho jaatī hai urdu siikh jaatā hai

nazakat hai bahut is mein magar ye jaanta hun main

mohabbat jis ko ho jati hai urdu sikh jata hai

  • Share this

rāhoñ meñ jaan ghar meñ charāġhoñ se shaan hai

dīpāvlī se aaj zamīn āsmān hai

rahon mein jaan ghar mein charaghon se shan hai

dipawli se aaj zamin aasman hai

  • Share this

BOOKS 4

 

Image Shayari 2

 

More Poets From "Mumbai"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now