Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shaad Fidai Dehlvi's Photo'

Shaad Fidai Dehlvi

1925

Shaad Fidai Dehlvi

Ghazal 12

Sher-o-Shayari 8

taḌap rahā hai jo betāb ho ke zaḳhmoñ se

ye rāste meñ mire dil ke hū-bahū kyā hai

taDap raha hai jo betab ho ke zaKHmon se

ye raste mein mere dil ke hu-bahu kya hai

merī har shab isī ummīd meñ kaT jaatī hai

vo abhī aaya abhī merā muqaddar jaagā

meri har shab isi ummid mein kaT jati hai

wo abhi aaya abhi mera muqaddar jaga

shāḳh par hoñ ki un ke juuḌe meñ

umr hai ek raat phūloñ

shaKH par hon ki un ke juDe mein

umr hai ek raat phulon ki

jo nahīñ hai vaqt ham-safar use sub.h-o-shām kyā ḳhabar

ho kisī vaqt pe kyā asar bhalā vaqt kis ġhulām hai

jo nahin hai waqt ka ham-safar use subh-o-sham ki kya KHabar

ho kisi ka waqt pe kya asar bhala waqt kis ka ghulam hai

tujhe bhulā ke bhī sadiyāñ bhulā nahīñ saktīñ

magar ye shart hai ḳhud meñ kamāl paidā kar

tujhe bhula ke bhi sadiyan bhula nahin saktin

magar ye shart hai KHud mein kamal paida kar

BOOKS 1

 

Recitation

Speak Now