Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Shakeel Shah

- 2014 | Surat, India

Shakeel Shah

Ghazal 1

 

Sher-o-Shayari 6

jo dekhtā huuñ vahī bolne aadī huuñ

maiñ apne shahr sab se baḌā fasādī huuñ

jo dekhta hun wahi bolne ka aadi hun

main apne shahr ka sab se baDa fasadi hun

  • Share this

jo dekhtā huuñ vahī bolne 'aadī huuñ

maiñ apne shahr sab se baḌā fasādī huuñ

jo dekhta hun wahi bolne ka 'adi hun

main apne shahr ka sab se baDa fasadi hun

  • Share this

maiñ ik charāġh mujhe kaam raat bhar se hai

musāfiroñ to pahchān safar se hai

main ek charagh mujhe kaam raat bhar se hai

musafiron ki to pahchan hi safar se hai

  • Share this

mire sāmne mire shahr meñ ka.ī be-tukoñ ko sanad milī

mirī zaat meñ jo adiib hai use kyā kahūñ use kyā kahūñ

mere samne mere shahr mein kai be-tukon ko sanad mili

meri zat mein jo adib hai use kya kahun use kya kahun

  • Share this

mirī zindagī bhī 'ajīb hai ise kyā kahūñ ise kyā kahūñ

koī duur hai na qarīb hai ise kyā kahūñ ise kyā kahūñ

meri zindagi bhi 'ajib hai ise kya kahun ise kya kahun

koi dur hai na qarib hai ise kya kahun ise kya kahun

  • Share this

More Poets From "Surat"

 

Recitation

Speak Now