Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
noImage

Sharib Lakhnavi

Lucknow, India

Sharib Lakhnavi

Ghazal 23

Sher-o-Shayari 4

vo mire paas se guzre to ye ma.alūm huā

zindagī yuuñ bhī dabe paañv guzar jaatī hai

wo mere pas se guzre to ye malum hua

zindagi yun bhi dabe panw guzar jati hai

  • Share this

gul toḌ liyā shāḳh se ye kah ke ḳhizāñ ne

ye ek tabassum gunahgār huā hai

gul toD liya shaKH se ye kah ke KHizan ne

ye ek tabassum ka gunahgar hua hai

  • Share this

añdhere chhū nahīñ sakte haiñ mujh ko

ki mere saath terī raushnī hai

andhere chhu nahin sakte hain mujh ko

ki mere sath teri raushni hai

chalo ai zimma-dārān-e-mohabbat

farāz-e-dār par phir raushnī hai

chalo ai zimma-daran-e-mohabbat

faraaz-e-dar par phir raushni hai

BOOKS 3

 

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Speak Now