Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shoaib Nizam's Photo'

Shoaib Nizam

Kanpur, India

Prominent post-modern poet.

Prominent post-modern poet.

Shoaib Nizam

Ghazal 23

Sher-o-Shayari 10

itnā nuur kahāñ se lā.ūñ tārīkī ke is jañgal meñ

do jugnū paas the apne jin ko sitāra kar rakkhā hai

itna nur kahan se laun tariki ke is jangal mein

do jugnu hi pas the apne jin ko sitara kar rakkha hai

kidhar Dubo ke kahāñ par ubhārtā hai

ye kaisā rañg hai dariyā tirī ravānī

kidhar Dubo ke kahan par ubhaarta hai tu

ye kaisa rang hai dariya teri rawani ka

kyā ḳhatm na hogī kabhī sahrā hukūmat

raste meñ kahīñ to dar-o-dīvār bhī aa.e

kya KHatm na hogi kabhi sahra ki hukumat

raste mein kahin to dar-o-diwar bhi aae

mirī talāsh meñ vo bhī zarūr aa.egā

so maiñ bhī chashm-e-ḳharīdār se nikaltā huuñ

meri talash mein wo bhi zarur aaega

so main bhi chashm-e-KHaridar se nikalta hun

tujhe shanāḳht nahīñ hai mire lahū kyā

maiñ roz sub.h ke aḳhbār se nikaltā huuñ

tujhe shanaKHt nahin hai mere lahu ki kya

main roz subh ke aKHbar se nikalta hun

BOOKS 6

Videos 14

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Shoaib Nizam reciting his Ghazal/Nazm at Shaam-e-Sher Mushaira by Rekhta.org-2014

Shoaib Nizam is one of the prominent names of modern Urdu poetry. His poetry is the mirror of the modern times depicting the hardship and insensitivity of human emotion. Shoaib Nizam

Wehshat_Nazm by Shoaib Nizam

Shoaib Nizam is one of the prominent names of modern Urdu poetry. His poetry is the mirror of the modern times depicting the hardship and insensitivity of human emotion. Shoaib Nizam is reciting his Nazm at Sham e Sher Mushaira by Rekhta.org Shoaib Nizam

Ye be masraf hunar dekha to jata_Ghazal by Shoaib Nizam

Shoaib Nizam is one of the prominent names of modern Urdu poetry. His poetry is the mirror of the modern times depicting the hardship and insensitivity of human emotion. Shoaib Nizam is reciting his ghazal at Sham e Sher Mushaira by Rekhta.org Shoaib Nizam

agar sune to kisi ko yaqeen nahi aaye

Shoaib Nizam

bas apni khaak par ab khud hi sultani karenge hum

Shoaib Nizam

daro ko chunta hu deewar se nikalta hu

Shoaib Nizam

Daron ko chunta hu deewar se nikalta hu_Ghazal by Shoaib Nizam

Shoaib Nizam is one of the prominent names of modern Urdu poetry. His poetry is the mirror of the modern times depicting the hardship and insensitivity of human emotion. Shoaib Nizam is reciting his ghazal at Sham e Sher Mushaira by Rekhta.org Shoaib Nizam

duniya se duniya me reh kar kaise kinara kar rakha hai

Shoaib Nizam

Dunya se dunya mein rehkar kese kinara kar rakha hai_Ghazal by Shoaib Nizam

Shoaib Nizam is one of the prominent names of modern Urdu poetry. His poetry is the mirror of the modern times depicting the hardship and insensitivity of human emotion. Shoaib Nizam is reciting his ghazal at Sham e Sher Mushaira by Rekhta.org Shoaib Nizam

khushi me gham mila lete hain thoda

Shoaib Nizam

kisi na deena shai ki chaah me aksar badalte hain

Shoaib Nizam

raftaar-e-tez-tar kaa bharam TuuTne lage

Shoaib Nizam

Audios 6

agar sune to kisii ko yaqii.n nahii.n aa.e

bas apnii KHaak par ab KHud hii sultaanii kare.nge ham

daro.n ko chuntaa huu.n diivaar se nikaltaa huu.n

Recitation

More Poets From "Kanpur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now