Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

phuwar, abr, parindon ke git, mast hawa

Akhtar Ansari

phuwar, abr, parindon ke git, mast hawa

Akhtar Ansari

MORE BYAkhtar Ansari

    phuvār, abr, parindoñ ke giit, mast huā

    bhare kaToroñ sūrat chhalak rahī hai fazā

    bahār kaan meñ kuchh kah rahī hai mujh se magar

    vo be-ḳhudī hai ki maiñ kuchh samajh nahīñ saktā

    phuwar, abr, parindon ke git, mast hua

    bhare kaToron ki surat chhalak rahi hai faza

    bahaar kan mein kuchh kah rahi hai mujh se magar

    wo be-KHudi hai ki main kuchh samajh nahin sakta

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 112)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now