'ātish' kī aabrū huuñ maiñ 'ġhālib' kī shaan huuñ
mujh se adab se miliye maiñ urdu zabān huuñ
'atish' ki aabru hun main 'ghaalib' ki shan hun
mujh se adab se miliye main urdu zaban hun
aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere