pahlii yaad
bahut pahle, maiñ zaḳhmī huī thii. maiñ zinda rahī
apnā badla lene ke liye
apne vālid se, is liye nahīñ ki vo kyā thā
is liye ki maiñ kyā thī : azal se
bachpane meñ maiñ sochtī thī
ki dard ke mā'nī haiñ
mujh se mohabbat nahīñ kī ga.ii,
is ke mā'nī the maiñ mohabbat kartī thii.
bahut pahle, main zaKHmi hui thi main zinda rahi
apna badla lene ke liye
apne walid se, is liye nahin ki wo kya tha
is liye ki main kya thi : azal se
bachpane mein main sochti thi
ki dard ke ma'ni hain
mujh se mohabbat nahin ki gai,
is ke ma'ni the main mohabbat karti thi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.