mai.n vo shab-e-siyaah huu.n maah se jo KHafaa hu.aa
mai.n vo shab-e-siyaah huu.n maah se jo KHafaa hu.aa
Maulana Jalaluddin Rumi
MORE BYMaulana Jalaluddin Rumi
maiñ vo shab-e-siyāh huuñ maah se jo ḳhafā huā
maiñ vo gadā haqīr huuñ shaah se jo ḳhafā huā
thā vo yagāna mehrbāñ ghar kī taraf pukārtā
maiñ vo bahāna-sāz huuñ raah se jo ḳhafā huā
apne nigār ke liye aah maiñ be-qarār thā
phir bhī na maiñ ne aah kī aah se maiñ ḳhafā huā
main wo shab-e-siyah hun mah se jo KHafa hua
main wo gada haqir hun shah se jo KHafa hua
tha wo yagana mehrban ghar ki taraf pukarta
main wo bahana-saz hun rah se jo KHafa hua
apne nigar ke liye aah main be-qarar tha
phir bhi na main ne aah ki aah se main KHafa hua
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.