Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

na jaane kaise tumhe.n mai.n ne dil-navaaz kahaa

Translation Available By: Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

Ameer Khusrau

Ameer Khusrau

na jaane kaise tumhe.n mai.n ne dil-navaaz kahaa

Ameer Khusrau

MORE BYAmeer Khusrau

    na jaane kaise tumheñ maiñ ne dil-navāz kahā

    ye merī sāda-dilī thī ki dil raaz kahā

    yūñhī sunā.eñ tire nāz-e-husn bāteñ

    vabāl-e-jāñ thā jise maiñ ne husn-e-nāz kahā

    jo rū-barū tire mai to is masarrat se

    bahe jo ashk unheñ nazrāna-e-niyāz kahā

    jo is ke sunñe us nāznīñ meñ taab na thī

    to maiñ ne kis liye ye qissa-e-darāz kahā

    na jaane kaise tumhein main ne dil-nawaz kaha

    ye meri sada-dili thi ki dil ka raaz kaha

    yunhi sunaen tere naz-e-husn ki baaten

    wabaal-e-jaan tha jise main ne husn-e-naz kaha

    jo ru-baru tere pi mai to is masarrat se

    bahe jo ashk unhen nazrana-e-niyaz kaha

    jo is ke sunne ki us naznin mein tab na thi

    to main ne kis liye ye qissa-e-daraaz kaha

    Source :

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now