Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Baqar Mehdi's Photo'

Baqar Mehdi

1927 - 2006 | Mumbai, India

Radical Urdu critic who wrote unconventional poetry.

Radical Urdu critic who wrote unconventional poetry.

Baqar Mehdi

Article 14

Quote 19

Aazaadi ki khawaahish khud-ba-khud nahi paida hoti. Iske liye bada khoon paani karna padta hai, warna aksar log unhi raahon par chalte rahna pasand karte hain jin par unke walidain apne naqsh‑e‑paa chhod gaye hain.

  • Share this

Adab ki takhleeq ek ghareeb mulk mein pesha bhi nahi ban sakti aur is tarah beshtar adeeb-o-shaa'ir itvari musawwir (Sunday Painters) ki zindagi basar karte hain, yaani zaroori kaamon se fursat mili to padh-likh liya.

Jis mulk mein jamhooriyat ki jadein gahri aur der-paa na hon, wahaan ki fiza mein adab-o-tahzeeb ki taraqqi ke imkaanaat bhi ziyaada nahi hote.

Hum aaj ke daur ko isliye tanqeedi daur kahte hain ki takhleeqi adab ki raftaar kam hai aur me'yaari cheezein nahi likhi ja rahi hain.

Ab Ghalib Urdu mein eik san'at (industry) ki haisiyat ikhtiyaar kar chuke hain. Ye itni badi aur phaili hui nahi jitni ki Europe aur America mein Shakespeare industry. Haan aahista‑aahista Ghalib bhi High Cultured Project mein dhal rahi hai. Ye koi shikaayat ki baat nahi hai. Har zabaan‑o‑adab mein eik na eik shaa'ir ya adeeb ko ye e’zaaz milta raha hai ki uske zariye se saikdon log baa-rozgaar ho jaate hain.

Khaka 2

Sher-o-Shayari 20

sailāb-e-zindagī ke sahāre baḌhe chalo

sāhil pe rahne vāloñ nām-o-nishāñ nahīñ

sailab-e-zindagi ke sahaare baDhe chalo

sahil pe rahne walon ka nam-o-nishan nahin

fāsle aise ki ik umr meñ tai ho na sakeñ

qurbateñ aisī ki ḳhud mujh meñ janam hai us

fasle aise ki ek umr mein tai ho na saken

qurbaten aisi ki KHud mujh mein janam hai us ka

mujhe dushman se apne ishq hai

maiñ tanhā aadmī dostī huuñ

mujhe dushman se apne ishq sa hai

main tanha aadmi ki dosti hun

  • Share this

jaane kyuuñ un se milte rahte haiñ

ḳhush vo kyā hoñge jab ḳhafā nahīñ

jaane kyun un se milte rahte hain

KHush wo kya honge jab KHafa hi nahin

aazmā lo ki dil ko chain aa.e

ye na kahnā kahīñ vafā nahīñ

aazma lo ki dil ko chain aae

ye na kahna kahin wafa hi nahin

Ghazal 34

Nazm 20

Rubai 30

BOOKS 40

Audios 20

ab KHaanumaa.n-KHaraab kii manzil yahaa.n nahii.n

aur ko.ii jo sune KHuun ke aa.nsuu ro.e

badal ke rakh de.nge ye tasavvur ki aadmii kaa vaqaar kyaa hai

Recitation

More Authors From "Mumbai"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now