Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHushi banate hue log mare jate hain

Yasir Malik

KHushi banate hue log mare jate hain

Yasir Malik

ḳhushī banāte hue log maare jaate haiñ

gharoñ ko jaate hue log maare jaate haiñ

kisī ne sach kahā imtihān hai duniyā

najāt paate hue log maare jaate haiñ

amiir un ko zamāna ye kyoñ nahīñ kahtā

jo ġham kamāte hue log maare jaate haiñ

ḳhudāyā bhuuk se bachche unhīñ ke marte haiñ

jo hal chalāte hue log maare jaate haiñ

KHushi banate hue log mare jate hain

gharon ko jate hue log mare jate hain

kisi ne sach hi kaha imtihan hai duniya

najat pate hue log mare jate hain

amir un ko zamana ye kyon nahin kahta

jo gham kamate hue log mare jate hain

KHudaya bhuk se bachche unhin ke marte hain

jo hal chalate hue log mare jate hain

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now