aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Abhishek Shukla's Photo'

Abhishek Shukla

1985 | Lucknow, India

One of the rising stars of new generation Indian ghazal.

One of the rising stars of new generation Indian ghazal.

Abhishek Shukla

Ghazal 24

Sher-o-Shayari 23

maiñ sochtā huuñ bahut zindagī ke baare meñ

ye zindagī bhī mujhe soch kar na rah jaa.e

main sochta hun bahut zindagi ke bare mein

ye zindagi bhi mujhe soch kar na rah jae

terī āñkhoñ ke liye itnī sazā kaafī hai

aaj raat mujhe ḳhvāb meñ rotā huā dekh

teri aankhon ke liye itni saza kafi hai

aaj ki raat mujhe KHwab mein rota hua dekh

  • Share this

maiñ yuuñ nahīñ apnī hifāzat meñ lagā huuñ

mujh meñ kahīñ lagtā hai ki rakkhā huā hai

main yun hi nahin apni hifazat mein laga hun

mujh mein kahin lagta hai ki rakkha hua tu hai

kabhī kabhī to ye vahshat bhī ham pe guzrī hai

ki dil ke saath dekhā hai Dūbnā shab

kabhi kabhi to ye wahshat bhi hum pe guzri hai

ki dil ke sath hi dekha hai Dubna shab ka

maiñ ne jab ḳhud taraf ġhaur se dekhā to khulā

mujh ko ik mere sivā koī pareshānī nahīñ

main ne jab KHud ki taraf ghaur se dekha to khula

mujh ko ek mere siwa koi pareshani nahin

  • Share this

Videos 9

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Abhishek Shukla

Abhishek Shukla

Rekhta presents Abhishek Shukla, a young urdu poet from Lucknow. Watch Abhishek readding his ghazals at Rekhta studio. Abhishek Shukla

Abhishek Shukla reciting his Ghazal/Nazm at Mushaira (Shaam-e-Sher) by Rekhta.org-2014

Abhishek Shukla, a young poet from Lucknow at a mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Abhishek Shukla

Harf lafzon ki taraf lafz Maani ki taraf by Abhishek Shukla

Abhishek Shukla a young poet from Lucknow at a Mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Abhishek Shukla

Hawa mein hun na kahi aag mein na paani mein by Abhishek Shukla

Abhishek Shukla a young poet from Lucknow at a Mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Abhishek Shukla

Meri mitti se jo banta hai shab bhar mein bana daalo by Abhishek Shukla

Abhishek Shukla a young poet from Lucknow at a Mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Abhishek Shukla

Ye jo shorida sari hai ise aaram na aaye by Abhisek Shukla

Abhishek Shukla a young poet from Lucknow at a Mushaira in Delhi organized by http://rekhta.org/ Abhishek Shukla

harf lafzo.n kii taraf lafz ma.aanii kii taraf

Abhishek Shukla

kisii tarah kii ibaadat ravaa nahii.n rakhuu.ngaa

Abhishek Shukla

RELATED Blog

 

RELATED Poets

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now