Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Ahmad Mahfuz's Photo'

Ahmad Mahfuz

1966 | Delhi, India

Well-known critic, poet, and Urdu faculty at Jamia Millia Islamia, known for his critical book on MeerTaqi Meer

Well-known critic, poet, and Urdu faculty at Jamia Millia Islamia, known for his critical book on MeerTaqi Meer

Ahmad Mahfuz

Ghazal 52

Sher-o-Shayari 41

apne aks chakkar to nahīñ chāroñ taraf

ki nazar aate haiñ ab ḳhud ko hamīñ chāroñ taraf

apne hi aks ka chakkar to nahin chaaron taraf

ki nazar aate hain ab KHud ko hamin chaaron taraf

  • Share this

milne diyā na us se hameñ jis ḳhayāl ne

sochā to us ḳhayāl se sadma bahut huā

milne diya na us se hamein jis KHayal ne

socha to us KHayal se sadma bahut hua

shāyad ki rihā.ī ho gul zamānat par

ham mauj-e-tabassum zanjīr ke qaidī haiñ

shayad ki rihai ho gul hi ki zamanat par

hum mauj-e-tabassum ki zanjir ke qaidi hain

  • Share this

use bhulāyā to apnā ḳhayāl bhī na rahā

ki merā saarā asāsa isī makān meñ thā

use bhulaya to apna KHayal bhi na raha

ki mera sara asasa isi makan mein tha

yuuñ to bahut hai mushkil band-e-qabā khulnā

jo khul gayā to phir ye uqda khulā rahegā

yun to bahut hai mushkil band-e-qaba ka khulna

jo khul gaya to phir ye uqda khula rahega

Article 1

 

BOOKS 8

 

RELATED Poets

More Poets From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now