Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Anwar Mirzapuri's Photo'

Anwar Mirzapuri

Mirzapur, India

One of the most popular poets in mushaira in 1960s & 1970s.

One of the most popular poets in mushaira in 1960s & 1970s.

Anwar Mirzapuri

Ghazal 7

Sher-o-Shayari 8

abhī raat kuchh hai baaqī na uThā naqāb saaqī

tirā rind girte girte kahīñ phir sambhal na jaa.e

as yet the night does linger on do not remove your veil

lest your besotten follower re-gains stability

abhi raat kuchh hai baqi na uTha naqab saqi

tera rind girte girte kahin phir sambhal na jae

as yet the night does linger on do not remove your veil

lest your besotten follower re-gains stability

ai kaash hamārī qismat meñ aisī bhī koī shaam aa jaa.e

ik chāñd falak par niklā ho ik chāñd sar-e-bām aa jaa.e

ai kash hamari qismat mein aisi bhi koi sham aa jae

ek chand falak par nikla ho ek chand sar-e-baam aa jae

akelā ke mujh ko yaad un aa to jaatī hai

magar phir lauT kar jaatī nahīñ maiñ kaise so jā.ūñ

akela pa ke mujh ko yaad un ki aa to jati hai

magar phir lauT kar jati nahin main kaise so jaun

Duub kar maiñ ne tūfāñ de ḳhabar

nāḳhudā be-ḳhabar ho to maiñ kyā karūñ

Dub kar main ne tufan ki de di KHabar

naKHuda be-KHabar ho to main kya karun

  • Share this

maiñ nazar se rahā huuñ ye samāñ badal na jaa.e

na jhukāo tum nigāheñ kahīñ raat Dhal na jaa.e

i am feasting from thine eyes, pray let this aspect be

lower not your eyes my love, or else this night may flee

main nazar se pi raha hun ye saman badal na jae

na jhukao tum nigahen kahin raat Dhal na jae

i am feasting from thine eyes, pray let this aspect be

lower not your eyes my love, or else this night may flee

Videos 11

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
ruKH se parda uThaa de zaraa saaqiyaa bas abhii ra.ng-e-mahfil badal jaa.egaa

Munni Begum

mai.n nazar se pii rahaa huu.n ye samaa.n badal na jaa.e

Iqbal Bano

mai.n nazar se pii rahaa huu.n ye samaa.n badal na jaa.e

Farida Khanum

mai.n nazar se pii rahaa huu.n ye samaa.n badal na jaa.e

Ustad Ummeed Ali Khan

Puja Mehra Gupta

main nazar se pi raha hu ye samaa badal na jaye

Anwar Mirzapuri

main nazar se pi raha hu ye samaa badal na jaye

Munni Begum

main nazar se pi raha hu ye samaa badal na jaye

Mehdi Hasan

rukh se pada utha der zara saqiyaa bas bhi rang e mehfil badal jayega

Anwar Mirzapuri

rukh se pada utha der zara saqiyaa bas bhi rang e mehfil badal jayega

Jagjit Singh

yaha kaanp jaate hain falsafe ye bada ajeeb maqaam hai

Shoma Banerjee

More Poets From "Mirzapur"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now