Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Asad Bijnori Alig's Photo'

Asad Bijnori Alig

1993 | Delhi, India

One of the poets of the new generation

One of the poets of the new generation

Asad Bijnori Alig

Ghazal 12

Nazm 1

 

Sher-o-Shayari 11

ham pe ye raaz khulā bhī to bahut der ke baa'd

asl kirdār kahānī meñ kisī aur hai

hum pe ye raaz khula bhi to bahut der ke ba'd

asl kirdar kahani mein kisi aur ka hai

paḌe haiñ phīke ye chāñd taare bhī is ke aage

kahāñ se laa.ī ho tum ye husn-o-jamāl laḌkī

paDe hain phike ye chand tare bhi is ke aage

kahan se lai ho tum ye husn-o-jamal laDki

us ham se baat karnā yaad karnā pyaar karnā

ik ġhalat-fahmī thī jo ab duur hotī rahī hai

us ka hum se baat karna yaad karna pyar karna

ek ghalat-fahmi thi jo ab dur hoti ja rahi hai

bulandiyoñ par zarā takabbur se duur rahnā

vagarna ye banegā vaj.h-e-zavāl laḌkī

bulandiyon par zara takabbur se dur rahna

wagarna ye hi banega wajh-e-zawal laDki

dāstāñ apnī sunā kar so ga.e ham chain se

khiḌkiyāñ rotī rahīñ jaltā rahā shab bhar charāġh

dastan apni suna kar so gae hum chain se

khiDkiyan roti rahin jalta raha shab bhar charagh

  • Share this

More Poets From "Delhi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now