aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1944 | Kota, India
shahr ke añdhere ko ik charāġh kaafī hai
sau charāġh jalte haiñ ik charāġh jalne se
shahr ke andhere ko ek charagh kafi hai
sau charagh jalte hain ek charagh jalne se
mire aziiz hī mujh ko samajh na paa.e kabhī
maiñ apnā haal kisī ajnabī se kyā kahtā
mere aziz hi mujh ko samajh na pae kabhi
main apna haal kisi ajnabi se kya kahta
soch un kī kaisī hai kaise haiñ ye dīvāne
ik makāñ kī ḳhātir jo sau makāñ jalāte haiñ
soch un ki kaisi hai kaise hain ye diwane
ek makan ki KHatir jo sau makan jalate hain
Andaz-e-Nazar
2010
Neela Aakash
1984
Rakh
shahr ke a.ndhere ko ik charaaG kaafii hai sau charaaG jalte hai.n ik charaaG jalne se
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books