Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Fazil Jamili's Photo'

Fazil Jamili

1968 | Karachi, Pakistan

Prominent poet and journalist who has also been associated with television channel.

Prominent poet and journalist who has also been associated with television channel.

Fazil Jamili

Ghazal 20

Nazm 2

 

Sher-o-Shayari 19

ik ta.alluq thā jise aag lagā us ne

ab mujhe dekh rahā hai vo dhuāñ hote hue

ek talluq tha jise aag laga di us ne

ab mujhe dekh raha hai wo dhuan hote hue

  • Share this

maiñ aksar kho jaatā huuñ galī-kūchoñ ke jañgal meñ

magar phir bhī tire ghar nishānī yaad rakhtā huuñ

main aksar kho sa jata hun gali-kuchon ke jangal mein

magar phir bhi tere ghar ki nishani yaad rakhta hun

maiñ ik thakā huā insān aur kyā kartā

tarah tarah ke tasavvur ḳhudā se bāñdh liye

main ek thaka hua insan aur kya karta

tarah tarah ke tasawwur KHuda se bandh liye

muddat ke ba.ad aaj maiñ office nahīñ gayā

ḳhud apne saath baiTh ke din bhar sharāb

muddat ke baad aaj main office nahin gaya

KHud apne sath baiTh ke din bhar sharab pi

sab apne apne diyoñ ke asiir paa.e ga.e

maiñ chāñd ban ke ka.ī āñganoñ meñ utrā huuñ

sab apne apne diyon ke asir pae gae

main chand ban ke kai aanganon mein utra hun

BOOKS 1

 

Videos 7

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Ae darakhto'n tumhe'n jab kaat dya jaayega

ai daraKHto! tumhe.n jab kaaT diyaa jaa.egaa Fazil Jamili

daastaano.n me.n mile the daastaa.n rah jaa.e.nge

Fazil Jamili

kahi se neele kahi se kaael pade huye hain

Fazil Jamili

khiza ka rang darakhton pe aa ke baith gaya

Fazil Jamili

Sarhadai'n

ye sarhade.n.... pa.Dosane.n Fazil Jamili

shauqiin mizaajo.n ke ra.ngiin tabii.at ke

Fazil Jamili

suKHan jo us ne kahe the girah se baa.ndh liye

Fazil Jamili

Audios 5

kahii.n se niile kahii.n se kaale pa.De hu.e hai.n

KHizaa.n kaa rang daraKHto.n pe aa ke baiTh gayaa

suKHan jo us ne kahe the girah se baa.ndh liye

Recitation

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now