Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Khushbir Singh Shaad's Photo'

Khushbir Singh Shaad

1954 | Jalandhar, India

One of the most prominent contemporary poets, also having popular appeal.

One of the most prominent contemporary poets, also having popular appeal.

Khushbir Singh Shaad

Ghazal 27

Sher-o-Shayari 36

ka.ī nā-āshnā chehre hijāboñ se nikal aa.e

na.e kirdār maazī kitāboñ se nikal aa.e

kai na-ashna chehre hijabon se nikal aae

nae kirdar mazi ki kitabon se nikal aae

kuchh talab meñ bhī izāfa kartī haiñ mahrūmiyāñ

pyaas ehsās baḌh jaatā hai sahrā dekh kar

kuchh talab mein bhi izafa karti hain mahrumiyan

pyas ka ehsas baDh jata hai sahra dekh kar

na jaane kitnī aziyyat se ḳhud guzartā hai

ye zaḳhm tab kahīñ kar nishāñ banātā hai

na jaane kitni aziyyat se KHud guzarta hai

ye zaKHm tab kahin ja kar nishan banata hai

ragoñ meñ zahr-e-ḳhamoshī utarne se zarā pahle

bahut taḌpī koī āvāz marne se zarā pahle

ragon mein zahr-e-KHamoshi utarne se zara pahle

bahut taDpi koi aawaz marne se zara pahle

the jis markazī kirdār ek umr talak

pata chalā ki usī dāstāñ ke the nahīñ

the jis ka markazi kirdar ek umr talak

pata chala ki usi dastan ke the hi nahin

BOOKS 8

 

Videos 13

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Khushbir Singh Shaad

Khushbir Singh Shaad

Khushbir Singh Shaad

bahot dino se mere baam o dar ka hissa hai

bahot dino se mere baam o dar ka hissa hai Khushbir Singh Shaad

Khushbir Singh Shaad

Khushbir Singh Shaad

Khushbir Singh Shaad reciting his Ghazal/Nazm at Mushaira (Shaam-e-Sher) by Rekhta.org-2014

Khushbir Singh better known as Khushbir Singh "Shaad" is one of the popular Urdu Poets of the present era. The simplicity and sensitivity of his personality has a great impact on his writing that could obviously be felt by readers. Rekhta.org makes available ghazals, sher, shayari, nazms available in Hindi, English and Roman scripts. http://rekhta.org Khushbir Singh Shaad

kisi takhliq kay paikar me aana chahta hu

kisi takhliq kay paikar me aana chahta hu Khushbir Singh Shaad

ham is dayaar ke is khaak daan ke the hi nahi

Khushbir Singh Shaad

Ragon mein zehr e Khaamoshi utarne se zara pehle_Ghazal by Khushbir Singh Shaad

Khushbir Singh better known as Khushbir Singh "Shaad" is one of the popular Urdu Poets of the present era. The simplicity and sensitivity of his personality has a great impact on his writing that could obviously be felt by readers. Rekhta.org makes available ghazals, sher, shayari, nazms available in Hindi, English and Roman scripts. Khushbir Singh Shaad

shaam tak phir ranga khwabo ka bikhar jaega kya

Khushbir Singh Shaad

Tum har baar lafzon ki zubani kyun samajhte ho_Ghazal by Khushbir Singh Shaad

Khushbir Singh better known as Khushbir Singh "Shaad" is one of the popular Urdu Poets of the present era. The simplicity and sensitivity of his personality has a great impact on his writing that could obviously be felt by readers. Rekhta.org makes available ghazals, sher, shayari, nazms available in Hindi, English and Roman scripts. Khushbir Singh Shaad

ye tum har baat lafzo ki zabaani kyu samajhte ho

Khushbir Singh Shaad

Audios 6

bujhaa ke mujh me.n mujhe be-karaa.n banaataa hai

is intishaar kaa ko.ii asar bhii hai ki nahii.n

mai.n apne ruu-ba-ruu huu.n aur kuchh hairat-zada huu.n mai.n

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Jalandhar"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now