Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Mushafi Ghulam Hamdani's Photo'

Mushafi Ghulam Hamdani

1747 - 1824 | Lucknow, India

One of the most prolific 18th century poets, contemporary of Mir Taqi Mir.

One of the most prolific 18th century poets, contemporary of Mir Taqi Mir.

Mushafi Ghulam Hamdani

Ghazal 273

Sher-o-Shayari 596

ab shīsha-e-sā.at tarah ḳhushkī ke baa.is

girya jagah ret nikaltī hai gulū se

ab shisha-e-saat ki tarah KHushki ke bais

girya ki jagah ret nikalti hai gulu se

  • Share this

gar ye aañsū haiñ to laakh āveñge dariyā josh meñ

gar ye āñkheñ haiñ to dikhlāveñgī tūfāñ saikaḌoñ

gar ye aansu hain to lakh aawenge dariya josh mein

gar ye aankhen hain to dikhlawengi tufan saikaDon

  • Share this

kuchh is qadar nahīñ safar-e-hastī-o-adam

gar paañv uThā.iye to ye arsa hai do qadam

kuchh is qadar nahin safar-e-hasti-o-adam

gar panw uThaiye to ye arsa hai do qadam

  • Share this

saudā hai ye kis zulf is ko jo hamesha

dīvāna tirā pheñke hai zanjīr havā par

sauda hai ye kis zulf ka is ko jo hamesha

diwana tera phenke hai zanjir hawa par

  • Share this

ham-damoñ se judā rah ki TuuT jaatā hai

habāb ke jo qarīñ dūsrā habāb aayā

tu ham-damon se juda rah ki TuT jata hai

habab ke jo qarin dusra habab aaya

  • Share this

Naat 1

 

BOOKS 54

Image Shayari 7

 

Videos 3

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Other
aataa hai kis andaaz se Tuk naaz to dekho

Tahira Syed

aataa hai kis andaaz se Tuk naaz to dekho

Tahira Syed

KHvaab thaa yaa KHayaal thaa kyaa thaa

Jagjit Singh

Audios 5

aaj palko.n ko jaate hai.n aa.nsuu

avval to tire kuuche me.n aanaa nahii.n miltaa

har-chand ki baat apnii kab lutf se KHaalii hai

Recitation

RELATED Poets

More Poets From "Lucknow"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now