Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Naseer Turabi's Photo'

Naseer Turabi

1945 - 2021 | Karachi, Pakistan

Pakistani poet famous for the ghazal “Wo hamsafar tha magar…” in the famous Pakistani TV serial “Hamsafar”

Pakistani poet famous for the ghazal “Wo hamsafar tha magar…” in the famous Pakistani TV serial “Hamsafar”

Naseer Turabi

Ghazal 17

Sher-o-Shayari 20

kahne ko ġham-e-hijr baḌā dushman-e-jāñ hai

par dost bhī is dost se behtar nahīñ miltā

kahne ko gham-e-hijr baDa dushman-e-jaan hai

par dost bhi is dost se behtar nahin milta

  • Share this

milne tarah mujh se vo pal bhar nahīñ miltā

dil us se milā jis se muqaddar nahīñ miltā

milne ki tarah mujh se wo pal bhar nahin milta

dil us se mila jis se muqaddar nahin milta

  • Share this

qurbateñ ret dīvār haiñ gir saktī haiñ

mujh ko ḳhud apne saa.e meñ Thahar jaanā thā

qurbaten ret ki diwar hain gir sakti hain

mujh ko KHud apne hi sae mein Thahar jaana tha

usī ne mujh pe uThā.e haiñ sañg jis ke liye

maiñ paash paash huā ghar nigār-ḳhāna huā

usi ne mujh pe uThae hain sang jis ke liye

main pash pash hua ghar nigar-KHana hua

ye rāh-e-tamannā hai yahāñ dekh ke chalnā

is raah meñ sar milte haiñ patthar nahīñ miltā

ye rah-e-tamanna hai yahan dekh ke chalna

is rah mein sar milte hain patthar nahin milta

  • Share this

Salam 1

 

Image Shayari 4

 

Videos 52

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

Naseer Turabi

At a mushaira

Naseer Turabi

Best of NaseerTurabi Part 1

Naseer Turabi

Best of NaseerTurabi Part 2

Naseer Turabi

diyaa saa dil ke KHaraabe me.n jal rahaa hai miyaa.n

Naseer Turabi

Mushaira organized by Sukhan Sarai Houston TX

Naseer Turabi

Naseer Turabi Ke Sath Ek Sham Part 1

Naseer Turabi

Part 1 - Jashan-e-Ghadeer - Anjuman Pasban-e-aza - Houston TX 11-03-2012

Naseer Turabi

Part 2 - Jashan-e-Ghadeer - Anjuman Pasban-e-aza - Houston TX 11-03-2012

Naseer Turabi

Part 3 - Jashan-e-Ghadeer - Anjuman Pasban-e-aza - Houston TX 11-03-2012

Naseer Turabi

Part 4 - Jashan-e-Ghadeer - Anjuman Pasban-e-aza - Houston TX 11-03-2012

Naseer Turabi

Part 5 - Jashan-e-Ghadeer - Anjuman Pasban-e-aza - Houston TX 11-03-2012

Naseer Turabi

Reciting own poetry

Naseer Turabi

Sukhan Sarai Houston Tx

Naseer Turabi

Talking about Bulle Shah

Naseer Turabi

tujhe kyaa KHabar mire be-KHabar miraa silsila ko.ii aur hai

Naseer Turabi

diyaa saa dil ke KHaraabe me.n jal rahaa hai miyaa.n

Naseer Turabi

diyaa saa dil ke KHaraabe me.n jal rahaa hai miyaa.n

Naseer Turabi

tujhe kyaa KHabar mire be-KHabar miraa silsila ko.ii aur hai

Naseer Turabi

tujhe kyaa KHabar mire be-KHabar miraa silsila ko.ii aur hai

Naseer Turabi

vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii

Naseer Turabi

vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii

Naseer Turabi

RELATED Blog

 

RELATED Poets

More Poets From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now