aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
1935 - 2019 | Karachi, Pakistan
kyuuñ merī tarah rātoñ ko rahtā hai pareshāñ
ai chāñd batā kis se tirī aañkh laḌī hai
kyun meri tarah raaton ko rahta hai pareshan
ai chand bata kis se teri aankh laDi hai
manzileñ paañv pakaḌtī haiñ Thaharne ke liye
shauq kahtā hai ki do chaar qadam aur sahī
manzilen panw pakaDti hain Thaharne ke liye
shauq kahta hai ki do chaar qadam aur sahi
kal to is ālam-e-hastī se guzar jaanā hai
aaj kī raat tirī bazm meñ ham aur sahī
kal to is aalam-e-hasti se guzar jaana hai
aaj ki raat teri bazm mein hum aur sahi
Aayat-e-Dard
1994
Fiqh-o-Shamsheer
Khanwada-e-Ijtehad Ke Marsiya Go
Mahir Se Sahir Tak
2003
Marsiya Par Etiraz Ka Tanqeedi Jaeza
2009
Marsiya Qutub Shah Se Sahir Tak
1977
You have exhausted 5 free content pages per year. Register and enjoy UNLIMITED access to the whole universe of Urdu Poetry, Rare Books, Language Learning, Sufi Mysticism, and more.
Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books