Tarkash Pradeep
Ghazal 13
Sher-o-Shayari 11
banātā huuñ maiñ tasavvur meñ us kā chehra magar
har ek baar na.ī kā.enāt bantī hai
banata hun main tasawwur mein us ka chehra magar
har ek bar nai kaenat banti hai
-
Share this
- See Ghazal
aur bhaTkeñge to kuchh aur nayā dekheñge
ham to āvāra parinde haiñ hamārā kyā hai
aur bhaTkenge to kuchh aur naya dekhenge
hum to aawara parinde hain hamara kya hai
-
Share this
- See Ghazal
Image Shayari 1
ka.ii a.ndhero.n ke milne se raat bantii hai aur is ke ba.ad charaaGo.n kii baat bantii hai kare jo ko.ii to mismaar hii nahii.n hotii na jaane kaun se miTTii kii zaat bantii hai banaataa huu.n mai.n tasavvur me.n us kaa chehra magar har ek baar na.ii kaa.enaat bantii hai akele mujh ko banaa hii nahii.n sakaa ko.ii banaane baiTho to tanhaa.ii saath bantii hai