Har dukh, har 'azaab ke baad zindagi aadmi par apna eik raaz khol deti hai.

Iraade ki naakaami insaan ko buzdil bana deti hai aur buzdil hi duniya se khauf khaata hai.

Jab baat samajhne wale kam ho jayen to aadhi baat samajhne waalon ki nisbat na samajhne waalon se baat karna behtar hai.

Zaati milkiyat ka junoon insaaniyat ko tabaahi ke ghaar mein dhakel kar rahega.