yāroñ kā tarz-e-hausla-afzā.ī dekhiye
tahsīn meñ hai tanz kā patthar chhupā huā
yaron ka tarz-e-hausla-afzai dekhiye
tahsin mein hai tanz ka patthar chhupa hua
mujh ko kāfir banā ke chhoḌeñgī
aap jaisoñ kī maz.habī bāteñ
mujh ko kafir bana ke chhoDengi
aap jaison ki mazhabi baaten